Eid Ul Adha Shayari And Eid Mubarak Poetry In Urdu & Hindi
We have written much eid al adha Qurbani quotes that readers liked before. But some readers ask to add some references to the Qur'an. So I decided to write this.Eid Ul Adha Shayari |
You can share it with your friends and post the status on facebook, etc. using the Qur'an quotes given below for eid al adha and qurbani and Hajj.
Eid al adha brings a lot of fun and fun. If you want to increase it, then you should share your happiness with others. For this you can invite friends to wait for dinner, etc. But the first thing you have to do is to wish everyone Eid Mubarak. For this we have a lot of eid ul adha mubarak greetings and wishes that you can send. However, if you and your friends like a lot of poetry called shayari in Urdu, then this article is for you. You should send a lot of eid al adha mubarak shayari urdu to your friends who are addicted to poetry. Check out the eid shayari series below and select the one you want to send.
More Topics
Eid Ul Adha Mubarak Shayari Urdu
1-Doston ke Bakra Eid is like: Gosht mein le aoonga . . . Tum log koilay le ana.
ADVANCE BAKRA EID MUBARAKKash is Eid pe tu mera bakra hota..
or kisi ne nahi main ne tuje pakra hota..
Main roz tujhe pattey khilata,
Thoree thore nai sare akathey khilata..
To mujh ko mai mai kar k bulata,
orrr sham ko mai tuje gali gali gumata..
Meree pas gari nahi chakra hota,
kaash is eid pe tu mera bakra hota..
raat ko sardi mai tu akra hota,
mere Muhabbat may kuch is tarah jekra hota..
kaash is eid pe tu mera bakra hota.!!
“ADVANCE BAKRA EID MUBBARAK”
2--Hasrat Hai Tumhari Deed Karen,
Kuch der To Dil Ko Chain Mily,
Kuch Roz To Mann K Phul Khilen,
Kehte Hain K Eid Ki Aamad Hai,
Hum Log Bhi Kuch Taeed Kren,
Tum S Ik Ye Guzarish Hai,ye apne dil Ki Khwahish Hai,
Ikk Bar Milo, Ik Bar Milos
Har Bar Ye Hi Takeed Kren,
Mana K Hm Deewane Hen,
Sub Baaton S Anajane Hen,
Aab Apne Bhi Begane Hen,
Kya Ghairon S Krain,
Tum Aao To Hm B Eid Kren, Tm Aao To Hm B Eid Kren
Now i have More thing For You
- Khushiyon Ki Shaam Aur Yaadon Ka Yeh Sama, Apni Palkon Pe Hargiz Sitare Na Layenge, Rakhna Sanbhal Kar Chand Khushiyan Mere Liye, Mein Laut Aaunga To EID Manayenge..
- Tum Aao To Hum Bhi Eid Karen, Hasrat Hai Tumhari Deed Karen, Kuch der To Dil Ko Chain Mily, Kehte Hain K Eid Ki Aamad Hai, Hum Log Bhi Kuch Taeed Kren, Tm S Ik Ye Guzarish Hai,ye apne dil Ki Khwahish Hai, Ik Bar Milo, Ik Bar Milo Har Bar Ye Hi Takeed Kren, Mana K Hm Deewane Hen, Sub Baaton S Anajane Hen, Ab Apne Bhi Begane Hen, Kya Ghairon S Krain,
- Ho mubaruk tujh ko ye jushan-e-musarat ki ghari, Tu hazaron saal aye humdam manaye ye khushi, Tari umeedain khilain taza baharon ki tarhan, Ho teri qismat darukhsha chand taron ki tarhan…….Eid Mubarak..
- Mujhe maloom hai woh behlaata hai, mujh ko sataata hai, magar us ke sapnon se, uss ke waadon se, maine ek duniya sajaayi hai, Aaj bohat saalon baad maine
eid manai hai… - Na Hath Diya, Na Galay Milay, Na Kuch Baat Hui, Ab Tum Hi Batao Aey Saajan Ye Qayamat Hui ke EiD Hui.
Eid Al Adha Mubarak Shayari Urdu Cards
Eid Ul Adha Shayari |
Eid Mubarak Poetry In Urdu |
Eid Mubarak Poetry In Urdu |
I have Also Collect Some More Collection About bakrid poetri or Shayari
Here Are Eid Ul Adha poetry in Urdy
Poeple Also Like to Search
eid al adha mubarak, eid shayari in urdu, eid ul adha mubarak shayari in urdu, urdu shayari for eid ul adha